Saturday, February 2, 2013

ggrty

Ek Chidiya ... lyrics

ting ting ting tindig tiding…
ting ting ting tindig tiding…
tuu tuu toooo
tuu tuu toooo
ting ting ting tindig tiding…
ting ting ting tindig tiding…
tuu tuu toooo
tuu tuu toooo

Didi ye anek kya hota hai ?
Anek…. anek yani bahut saare….
jaise…
suraj ek…
chanda ek…..
taare anek….


achcha to taroN ko anek bhi kehte hain Huh??
nahi nahi !!


dekho phir se batati hooN
suraj ek…
chanda ek…..
taare anek….


ek gilhari, ….
ek aur gilhari……
ek ek ek karke ho gayee ab anek gilhariyaaN…
ek titali, anek titaliyaaN….


ek chidiya.. ek ek anek chidiyaaN……
anek chidiyoN ki kahani sunoge ….
haan sunao…


ek chidiya anek chidiya….
dana chugne baith gayee thi …..
(chorus Smiley didi humen bhi sunao…….


phir se suno…
ek chidiya, anek chidiyaN
dana chugne baith gayee thi …..


WahiN ek byaadh ne jaal bichhaya tha…
byaadh, byaadh kya hota hai didi ?
byaadh … chidiya pakadne wala


to phir kya hua, usne chidiyoN ko pakad liya,…
unhe maar diya ……
un..huh…


Himmat se jo jute rahe to bada kaam bhi hove bhaiya..
bada kaam bhi hove bhaiya …
1..2..3.. furrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr


Chaturrr cidiyaaN sayaani chidiyaaN,
miljul kar, jaal le kar…
Bhaagi chidiyaaN….
furrrrrrrrrrrrrrrrrr


door ek gaaon mein chidiyon ke dost chuhe rahte the….
unhone unka jaal kaat diya………


dekha ekta mein kitni shakti hai……
didi agar hum ek ho jaayen to kya koi bhi kaam kar sakte hain ?
haan haan kyon nahi …
to kya is ped ke aam bhi tod sakte hain Huh
haan magar jugat lagani hogi …
JUGAT Huh
 * 

        * * *


achchha ye jugat …. wah bada mazaa aayega….
HO GAYE EK …
BAN GAYEE TAKAT..
BAN GAYEE HIMMAT…
hind desh ke niwasi sabhi jana ek hain,
rang-roop vesh-bhaasha chahe anek hain


—- repeat —-
bela gulab juhi champa chameli…..
phool hain anek kintu mala phir ek hai …
ek-anek-ek anek


suraj ek, chanda ek, taare anek,
ek gilhari , anek gilhariyaaN,
ek titli, anek titaliyaaN,
ek chidiyaa , anek chidiyaaN……


are bela gulab juhi champa chameli..
phool hain anek kintu mala phir ek hain…..

ting ting ting tindig tiding…
ting ting ting tindig tiding…
tuu tuu toooo
tuu tuu toooo
ting ting ting tindig tiding…
ting ting ting tindig tiding…
tuu tuu toooo
tuu tuu toooo

Didi ye anek kya hota hai ?
Anek…. anek yani bahut saare….
jaise…
suraj ek…
chanda ek…..
taare anek….


achcha to taroN ko anek bhi kehte hain Huh??
nahi nahi !!


dekho phir se batati hooN
suraj ek…
chanda ek…..
taare anek….


ek gilhari, ….
ek aur gilhari……
ek ek ek karke ho gayee ab anek gilhariyaaN…
ek titali, anek titaliyaaN….


ek chidiya.. ek ek anek chidiyaaN……
anek chidiyoN ki kahani sunoge ….
haan sunao…


ek chidiya anek chidiya….
dana chugne baith gayee thi …..
(chorus Smiley didi humen bhi sunao…….


phir se suno…
ek chidiya, anek chidiyaN
dana chugne baith gayee thi …..


WahiN ek byaadh ne jaal bichhaya tha…
byaadh, byaadh kya hota hai didi ?
byaadh … chidiya pakadne wala


to phir kya hua, usne chidiyoN ko pakad liya,…
unhe maar diya ……
un..huh…


Himmat se jo jute rahe to bada kaam bhi hove bhaiya..
bada kaam bhi hove bhaiya …
1..2..3.. furrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrrr


Chaturrr cidiyaaN sayaani chidiyaaN,
miljul kar, jaal le kar…
Bhaagi chidiyaaN….
furrrrrrrrrrrrrrrrrr


door ek gaaon mein chidiyon ke dost chuhe rahte the….
unhone unka jaal kaat diya………


dekha ekta mein kitni shakti hai……
didi agar hum ek ho jaayen to kya koi bhi kaam kar sakte hain ?
haan haan kyon nahi …
to kya is ped ke aam bhi tod sakte hain Huh
haan magar jugat lagani hogi …
JUGAT Huh

* 

        * * *


achchha ye jugat …. wah bada mazaa aayega….
HO GAYE EK …
BAN GAYEE TAKAT..
BAN GAYEE HIMMAT…
hind desh ke niwasi sabhi jana ek hain,
rang-roop vesh-bhaasha chahe anek hain


—- repeat —-
bela gulab juhi champa chameli…..
phool hain anek kintu mala phir ek hai …
ek-anek-ek anek


suraj ek, chanda ek, taare anek,
ek gilhari , anek gilhariyaaN,
ek titli, anek titaliyaaN,
ek chidiyaa , anek chidiyaaN……


are bela gulab juhi champa chameli..
phool hain anek kintu mala phir ek hain…..


ggrty

About ggrty -

I'm a typical character as everybody tag me. Learning from life as it presents is my daily activity. Listening to others what life has offered them is my passion. Living life to the fullest is my ambition. A person is a success who gets up in the morning, goes to bed at night and in between does what he wants to do!

Subscribe to this Blog via Email :